> Doctor to sardar patient: Ab aapki tabiyat kaisi hai.
>
> Sardar : Doctor saheb Pehle se jyada kharab ho gayi hai.
>
> Doctor : dawai khali thi kya?
>
> Sardar : Nai doctor saheb. dawai ki shishi to bhari hui thi.
>
> Doctor : Are Sardar ji mere kehne ka matlab hai ki, dawai le li thi
kya.
>
> Sardar : Ji, aapne dawai de di thi aur maine le li thi.
>
> Doctor: Abe, dawai pili thi kya?
>
> Sardar : Oho, nai doctor saheb dawai to lal thi.
>
> Doctor : Abe GADHE, Dawai ko peeliya tha kya?
>
> Sardar : Nai. Doctor, Peeliya to mujhe tha.
>
> Doctor( in frustration) : Abe teri to, Dawai ko muh lagakar Pet me
> dala
tha
> ki nai?
>
> Sardar : Nai doctor saheb.
>
> Doctor : Kyon?
>
> Sardar : Kyonki dhakkan band tha.
>
> Doctor : Teri sale, to Khola kyon nai.
>
> Sardar : Saheb, aapne hi to kaha tha ki, shishi ka dhakkan band
rakhna.
>
> Doctor : Tera ilaz main nai kar sakta.!
>
> Sardar : Accha Doctor saheb ye to bata do ki main thik kaise hounga
>
>
> Doctor : Abe teri... @#$! ^&*!
>
No comments:
Post a Comment